– Tata Harrier EV ek Bold, Powerful, Intelligent, Electric All-wheel drive SUV hai.
– Tata Harrier EV ka exterior design bahut extraordinary hai aur future ready connectivity bhi hai.
– Tata Harrier EV ko OMEGA Architecture par engineer kiya gaya hai jo Land Rover D8 architecture se derived hai aur Jaguar Land Rover ke saath collaboration mein develop kiya gaya hai.
– Tata Harrier EV mein two-motor setup hai jo AWD configuration deta hai. Battery aur power output ke baare mein abhi tak koi details reveal nahi hui hai.
– Tata Harrier EV ka launch date abhi tak confirm nahi hua hai lekin reports ke hisaab se yeh Oct 2023 mein launch ho sakta hai. – Tata Harrier EV ka expected price range Rs. 22.00 - 25.00 Lakh (ex-showroom) ho sakta hai.