महिंद्रा का अब मारुती को करारा जवाब 

– Mahindra Thar 5 Door me 2.2-litre diesel aur 2.0-litre turbo-petrol engine honge, jo 130 hp aur 150 hp ka power produce karenge, manual aur automatic gearbox ke sath.

– Thar 5 Door ka design Thar 3 Door se inspired hoga, lekin isme two extra doors, longer wheelbase, new grille, circular projector headlights aur sleeker LED taillights jaise changes honge .

– Thar 5 Door me panoramic sunroof, bigger touchscreen system, dual-zone AC, cruise control, up to six airbags, wireless charging aur cloud-based services jaise premium features honge .

– Thar 5 Door me both 4X2 aur 4X4 configurations honge, jisme 4X4 wala low-range gearbox aur mechanical locking differential ke sath superior off-road capability offer karega .

– Thar 5 Door ko 2024 me launch kiya jayega, prices Rs 12 lakh (ex-showroom) se start hongi .